Gehri Neend Ke Liye Relaxing Kahani - Edison Ke Aavishkaar

Neend - Sleep Stories for adults in Hindi

02-11-2021 • 27 mins

Humare app ko install karne ke liye iss link par click kare: https://bit.ly/3zDVXic

Shikshakon dwara murkh ghoshit kiye gaye bacche ko aaj duniya sabse zyaada aavishkaar karne ke liye yaad karti hai. Unke naame 1093 patent hai. Edison ne mahaj 22 saal ki umar mein pehla patent karaya tha, Edison ka sabse krantikaari aavishkaar, electronic bulb tha, jisne puri duniya ko roshni se bhar diya, yahi vajah rahi ki Edison ke dehaant par America mein unhe itna bada samman diya jo aaj tak kisi ko nahi mila. Edison ke nidhan ke din unke samman mein American logo ne ek nishchit samay par do minute ke liye lights off kar di thi. Aaj hum jo bhi bulb use karte hai, saidhantik roop mein vah Edison ki hi den hai. Hum aapko Edison ke baare mein kuch aur aham baatein batayenge kuch kisse sunayenge ki kaise ek maa ne baudhik roop se kamzor bete ko duniya ka mahaan aavishkaarak bana dya aur yeh kahani sunte sunte aap neend ki aagosh mein samate chale jaayenge.


#insomniacure #neendnaaayetokyakare #insomniatreatment #neendaanekailaj #sleepdisorder #nindaanekeupay #sleepproblems#bedtimestoriesforadults #sleepstoriesforadults #AcchiNeendlaanekeliyekyakare #Acchineend #Insomniacure #neend #sleep #kahani #Relaxing #SleepBetter #Dreams #Khaawb #InmproveSleepCycle #DeepSleep #GehriNeendSona #NeendMeinLeen #SleepGoals #ChutkiMeinNeendAana #TurantNeendLaaneKiTrick