Anmol Rai Assam Ki Lok Katha

Folk Tales

21-02-2022 • 7 mins

Gaon Silchar main rehta tha Jayant Phukan, jo ek vivaah ke chalte, ek haat-bazaar pahucha. Saji huyi dukaane dekh wo khush ho mele se nikalne ko hua tp uski nazar padi jo raat ke iss pehar bhi khuli thi. Jayant ki jigyasa usse waha le gayi. Waha pahuch uski mulaqat dukaandaar se huyi jisne use bataya ki wo salay bechta hain. Poori taran na maante huyi bhi, Jayant ne apni jeb se 2000 rupaye us dukaandar ko de, 2 salah kharidi. Kya thi ye salah? Kya Jayant ne salah par amal kiya? Jaaniye iss Folk Tale main Jayant Phukan aur in salahon ke baare main.